How To Remove Blogger Template Footer Credit - Friends aapke pas ek blog website hai or usme aapne jo Blogger Template use kiya hai uska footer credit name link hai uski jagah apni website ka name add karna chahte hain lekin ho nahi pa raha hai to ab aapka kam ho jayega. Kyon ki is article me ham blog ke footer me blog designer ka name remove karke batane vale hai.
Maybe aapne blogger theme me footer credit change karne ki koshish ki hogi lekin aap usme success nahi honge. Kyon ki jaise hi aap footer se credit link remove karte hain aapka blog redirect hoker template designer ke website par chala jata hoga.
Han bahut se aise blogger templates hai jisme aap aasani se remove kar sakte hain. Lekin aap jo free template use kar rahe hai aur usme name hat nahi raha hai to ham jo is article me blogger template se footer credit remove kaise kare us trick bata rahe hai use aapko follow karna hai.
Why It Is Important To Change Footer Credit From Blogger template?
Aapne youtube ya Google par bahut si website ya video dekhe honge lekin aapko yah nahi bataya hoga ki blogger template se footer credit remove karna kyon jaruri hai. Starting me koi bhi blogger jab bhi Blogging me aata hai to itne paise nahi hote ki koi premium theme buy kar sake to vo log free theme ka hi use karte hai.
Blogger template ka footer credit remove karne se aapka blog ek professional blog website ki tarah dikhega. Yah karne se aane vale visiters par nice effect padta hai aur vo aapse contact bhi karna chahenge ki aapne yah kaise kiya.
Jab bhi koi footer credit link par click karega to aapki hi website open hogi. Isse adsense ka approvel lene bhi bahut help mil sakti hai. Isliye blogger template se footer credit remove karna bahut jaruri hai.
How To Download a Backup File Of Blogger Template?
Jab bhi aap apne blogger template me kuchh bhi changes karna chahte hain to pahle apne blog website ka backup file ko download kar lena first hai. Kyoki coding koi bhi problem aati hai to us download file ko vapis apni site par upload kar sakte hain.
Blogger template kee backup file download karne ke 2 way hai. Vo kya hai uske bare me niche bataye gaye steps ko follow karna hai.
1) Login >> Theme >> Backup/Restore >> Download Theme
2) Login >> Settings >> Other >> Import & back up >> Backup content
Blogger Template Se Footer Credit Kaise Remove Kare?
Ab ham aapko SoraTemplates blogger template ka ek theme hai jisme footer credit change karke batane vale hai. Agar aapko bhi footer credit remove karna hai to in steps ko follow karen.
Step 1
Sabse pahle Blogger me apne blog ko login kar lena hai aur Theme par click karke Edit HTML likha hai us par click kar dena hai.
Step 2
Ab aapko Copyright ya Created By likhakar search karna hai. Agar mobile se kar rahe hai to direct use search nahi kar sakte hain lekin Quickedit app ki help se kar payenge.
Jab aap search kar lete hain to uske bad copyright and Created By likha hai uske bich me thodi si Space karni hai aur niche diye Code ko copy karke isme aapko apni website ka name and url add karke Paste kar dena hai. Abhi hamara work finish nahi hua hai.
<p style='text-align:left;'>Copyright (c) 2020 <a href=''>TeachBhawaniSingh</a> All Right Reseved</p>
<div class='ty-copy-container row' style='font-size:1px; opacity:0;'>
Ab niche aana hai aur ek bar </div> likha hoga aur aapko uske upar dusri bar </div> likh dena hai. Jab aap yah sab kar lete hain to upar Save Theme likha hai us par click kar dena hai.
Must read this
Blogger Template Customize Kaise Kare
Free Blog Website Kaise Banaye
Blogger Post URL Se Date Month And Year Kaise Remove Kare
Blogger Templates For AdSense Approval
Conclusion
Friends aaj ke is article me hamne sikha Blogger Template se Footer Credit Kaise Remove Kare ke bare me jo information di hai vo jarur pasand aayegi. Ham ummid karte hain ki is post ko read karne ke bad aap jab bhi koi bhi blogger theme ya template se footer credit ya footer credit link remove karna chahenge to koi problem nahi hogi. Agar aapko is article me jo bataya hai usse koi problem face karni pad rahi hai to hame comment box me bata sakte hain.
Tags
footer credit remove blogger
remove blogger template footer credit
footer link kaise remove kare
credit link kaise hataye
blogger template footer credit
how to remove footer credit
remove copyright credit
remove blogger footer credit
remove credit links
footer credit remove blogger teach bhawani singh
footer credit kaise remove kare
remove footer credit from blogger template without redirecting to any website
2 Comments
Click here for CommentsGood Try but old tricks
Replyhttps://websduniya.blogspot.com/2018/06/how-to-remove-footer-credit-links-in.html
Sahi h bhai
Replyhttps://www.techwithayan.com
ConversionConversion EmoticonEmoticon