Blogger Post Me HTML Code Box Kaise Lagaye | Add Code box in Blog Post

Blog Post Me HTML Code Box Kaise Lagaye Hello Blogger Friends aaj ke article me ham blogger post me code box add kaise karte hain uske bare me janne vale hai. Hamne koi article likha hai or vo blog widget se related hai to usme aap code to honge hi isliye aapko is bare me knowledge hona chahiye.



Ham visiters ko jo Code dene vale hai vo bahut jyada hai to article me dikhne me nice nahi lagega. Isliye ham apne article me html code box ka use karte hain to blog par aane vale visitors ko code copy karne me aasani rahegi aur isse visitors par hamari website ki nice effect padegi. Sath hi sath blog ki reputation bhi increase hogi.


blog post me html box kaise lagaye, blog me code box kaise add kare, how to add code box in blogger post, blogger ke post me html code box kaise lagaye, html code box kaise lagaye



Blog Post Me Code Box Kaise Add Kare?


Apne Blog article me html code box lagane ke liye ham aapko jo steps bata rahe hai unhe aapko follow karna hai.



Step 1


Sabse pahle blogger ke blog me aane ke bad aapko apni us post par aa jana hai ya fir new post par code box lagana chahte hain use open kar lena hai.


Step 2


Post me aane ke bad aapko jis bhi jagah code box ko lagana hai use dekhne ke bad yahan upar HTML likha hua dikh raha hai us par click kar dena hai.


blog post me html box kaise lagaye, blog me code box kaise add kare, how to add code box in blogger post, blogger ke post me html code box kaise lagaye, html code box kaise lagaye


Step 3


Ab aapko niche diye html code ko copy karke vahan paste karna hai jahan aap box banana chahte hai. Jaise hi aap code paste karte hain to Your Text Here likha hai use remove karke aapko jo bhi code ya text add karna hai vo likh dena hai.

<form>
<textarea rows="5" cols="40" onClick=select() readonly>Your Text Here.

Uske bad is </textarea></form> code ko last me add karna bahut jaruri hai kyon ki jab tak aap ise nahi add karenge tab tak code box sahi se nahi work karega.

Note : Agar aapko kuchh bhi samajh me nahi aata hai to aap upar di gai image ko dekh sakte hain.




Conclusion


Friends is article me hamne jana hai ki blog post me html code box kaise add kare. Hame ummid hai ki aapko yah article jarur pasand aayega. Yah article aapke blog website ke liye bahut helpful bhi sabit hone vala hai. Agar aapka isse related koi bhi question hai to comment box me puchh sakte hain.


Tags

html code box 
blog post me html box kaise lagaye
blog me code box kaise add kare 
html code box kaise lagaye
code box in blogger post
how to add code box in blogger post
post me html code box kaise lagate hai
blogger ke post me html code box kaise lagaye

Previous
Next Post »

1 Comments:

Click here for Comments
Javed akhtar
admin
20 May 2021 at 15:59 ×

Hey thanks for sharing. I have something interesting for you just click on it! Affizoo.blogspot.com

Congrats bro Javed akhtar you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar